Teri palako ki chaav main saaya apna kho dene ki dil main tadap si hai,
Fitrat intezar ki toh dil ko na thi kabhi har pal bus tujhse milne ki talab si hai,
Maine pucha ki beetne ki har ek lamhe ko jaldi kyun hai itni padi,
Par dil bhi nadaan mera kar baitha labzo se dushmani is ghadi,
Inetzar duba deta hai andhere main kuch sapno ko kuch umeedo ko kabhi,
Yehi intezar jo ban jaaye dost toh kar deta hai sach khwabo ke arman sabhi,
Maine dekha tha dur nazar aayi thi manzil khadi raasto pe kinaro pe kahin,
Samjha dil us din ki intezar toh manzil ko raaahi ka hota hai.. Raahi ko nahi,
Teri palko ki chaav main rahat mile na mile main yeh janta nahi…
Dil ki yaari hogi labzo se fir kabhi ya nahi main yeh janta nahi…
Intezar se jung main jeetenge sapne ya dard main janta nahi…
Par khudse hai wada ki tera wajood hone pe zindagi ki har jaroorat hogi bus tuhi!!